custom thumbnail in the youtube video:- in this post, I teach you how to add a custom thumbnail in a youtube video.यूट्यूब वीडियो पे थम्बनेल कैसे लगाए is Tarah se thumbnail lagane se views increase honge.

 How to add a thumbnail in a youtube video,यूट्यूब वीडियो पे थम्बनेल कैसे लगाए

Parichay:-

Dosto,
        yadi aap bhi youtube pe videos upload karate ho to aapko malum to Hoga ki aapki video main Thumbnail kitni important hota hai.  AAP apne channel pe video to badi aasani se upload ker date ho lekin aapko problem tab face Karne padti hai.


 jab aap video pe views nahi aate hai, to aapko apni video pe Ek  custom Thumbnail lagane ki jarurt padti hai yadi aapko apne PC or smartphone se thumbnail upload Karni nhi aati hai to koi baat nhi.
   
    Main  aaj aapk aap logo ko batne wala hun kai kaise aap log Apne youtube video main thumbnail laga sakte hai.

 Add custom youtube thumbnail using chrome

Step1. Sbse pahle aapko Apne PC ya smartphone main Chrome browser ko open ko open karna hoga. Chrome ko open karne ke baad aapko  Google pe youtube search krna hoga .

Login your channel:-

Step 2. Ab aapko apne youtube channel main log in Karna hoga to aap login ker lo.

Step 3. apne channel main login karne ke baad youtube studio ko open Karen.
Step 4. ab aapke samne studio beta ka dashboard khul jayega.
Step 5. aapko dashboard main video wali tab pe click krna hoga.   

Youtube video main custom thumbnail lagane ke liye ye video jarur dekhe 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇

Step 6. ab aapke samne ek nai window khul jayegi jisme aapki sari video hogi.

Step 7. aab aapko us video ko select krna hai jiski aapko thumbnail change karni hai. select kre aur us video pe click kre.

Step 8. ab aapke samne aapni video ki sari details aa jayegi like-tittle ,description,teg etc.




Read this:-dilwale old movie songs lyrics


Step 9. aapko thumbnail wale open pe aana hai aur custom thumbanil pe click krna hai .click krne  pe ek pop up window khulegi.

Step10. ab aap us thumbnail ko seclct kre jise aapne create kiya hai .seclect ker aur open pe click kre .ab aapke samne ek nai window khul jayegi. aur aapki thumbnail aapko thumbnail wale section main dekh jayegi.

Step 11. Bus ab last step ko follow krna hai save pe click kre aapki thumbnail save ho jayegi aur aapki video pe aa jayegi .aapki thumbnail jitni intrective hogi utni aapki video viral hogi.




हमारे ये आर्टिकल भी पढ़े 







So I hope you will learn how to change youtube channel custom thumbnail ya youtube video ki thumbnail Kaise change kare. Share this post with your friends and every beginner. Who wants to success in youtube.

aapko is post se Kuch Nya sikhne ko Mila ho to comment kre aur follow ker lo is Tarah hi information ke liye`

more details see on our channel link below



     Thanks for visiting 

  Jitendra kasotia
                                

Post a Comment

Previous Post Next Post